Complaint Galiyo ki safai

  • Dainik Jagran Contact Number - galiyo ki safai
    Dharmendra kumar gupta on 2015-07-28 20:36:46

    mai vijay nagar kanpur duble puliya ke pass rahta hu mare ghar ke piche nale ki safai jamane se nahi hui hai aur pine ka pani unhi nalo ke bich se aa raha hai jis se kaphi bimariya utpann ho rahi hai nagar nigam koi sunwai nahi kar raha hai barsat mai nale ka pani ghar ke andar chala jata hai .
    aap se niwedan hai ki iska nidan karne ke liye paper mai nikalwane ki kirpa kare