Complaint Phone karne ke bad bhi sylndar na de jane ke karn

  • Hissar Kajla Gas Service  - phone karne ke bad bhi sylndar na de jane ke karn
    ruby sagar on 2023-09-10 13:27:13

    mane kal sylander gass book ki subha bat ki 10 bje bat ki aa gaya 5 mint rukho fir bhi nhi aya fir mane phone kiya to bole sylandar khatam ho gaya aa rha hu abhi tak nhi phone karne par bar bar ye bola ja rha hai ki aa rha hu aa rha hu abhi tak nhi aye or na hi phone utha rrha hai kase kam hoga subha se abhi tak khana nhi bna hai online payment bhi kar diya hai kal hi mo.8394840840