Complaint Jeevan samarpan karna hai

  • Didi Maa Sadhvi Ritambhara Ji - Jeevan samarpan karna hai
    Shivani singh on 2023-09-08 21:29:22

    Jeevan samarpit karna hai ,, mai ek brahmchari pran dharani hun aur pariwar Jan mujhpar vivaah ka dabaav daal rahe hai jo mere lie mrityu ke samaan hai ,,mai apna jeevan Desh dharm ko samarpit karna chahti hun .kripya meri sahayta karein