Complaint Paint kharab nikalne ke sambandh mein

  • Donear Industries Contact Number - Paint kharab nikalne ke sambandh mein
    Akash Kumar on 2023-02-09 16:34:44

    Paint Ham Aapke pass se 3 peace Le Gaye the jismein Ek paint ka color disc color ho gaya hai aur aapke staff se baat karne ke se koi fayda nahin ho raha jabki unhone Khud Kaha Tha ki Sal Bhar bhi kharab ho jaega To Ham return kar denge ab baat badalne ki koshish kar raha hai Thanda ke Samay Hai dhup Aise Bhi Fir Bhi inhone bola ki Shayad dhup Ke Karan aapka paint kharab ho gaya Hoga aapka company ka reputation yahi hai