Complaint Meri jan ko khatra hai

  • Devendra Fadnavis Maharashtra CM, Contact Number, Email Id & Office Address - meri jan ko khatra hai
    Durgaprasad Iwanlal chikhalonde on 2018-05-21 19:56:20

    mera ek vypar tha but kuch karnwansh manda chal raha hai. is vyapar ke chalte maine sanjaykumar vasantkumar bisen se 300000/- rupay intrest se liya tha but sir usako mai 300000/- lakh rupay wapas kar chuka hai lekin wo aaj bhi usaka 650000/- rupay nikal raha hai our paisa dene me abhi ashmarth hoo. mai usako bacha huwa paisa thoda thoda karke dena chahta hoo magar wo muze jabardasti kiraye ke gundo se uthakar leke gaya our jabaran 650000/- rupay ek 100/- ke stamp pe likha liya our roj subha sham mere ghar par gunde bhej raha hai kal our muze utha liya tha mai kaise bhi bhag ke gramin police station gondia gaya lekin police wale ne mera report li magar ek narmal report banti kahke muze receipt banakar di mai kafi pareshan hoo sir . mai paisa dena chahata hoo magar jo nirnay court karegi unka mai aadar karunga.lekin mai apani jaan nahi de sakta sir meri jaan ko pura khatra hai sir please meri help kariye sir.