Complaint Mandal

  • Raghubar Das Jharkhand CM, Contact Number, Email Id & Office Address - mandal
    Narayan ch mandal on 2018-05-11 12:14:20

    Mananiy mahoday mera Nam Narayan ch mandal mai ak divaang bakti hu mai Tetuldanga coloni ghatshila dis shingbum ka niwasi hu bahut garibi ke chalte gram chorna para mere gram ke dabang bakti nanigopal mandal ,samir mandal apna jamin dikha kar pradhan mantri awas sensan karbaya par wo mere jamin par banbaya mere birodh karne par muje jan se marne ki dhamki de raha hai iski jankari maine VDO,CO,SDO ko likhit rup me ap na sikait diya prantu enone koyi karbai nehi ki app se nibedan hai ki uchit karvai kare namaskar, mo:9810442307