Complaint

  • Nitish Kumar Bihar CM, Contact Number, Email Id & Office Address -
    Divakar jha on 2018-04-17 01:52:53

    Sir hum bat kar rahi hai rinki kumari ki bare me Sir aap ko sayad yad nahi hoga rinki kumari o chhoti se bachi balvivha ka berod kiya tha tab aap ki hat se usko samanit kiya gaya tha sab ki najar me aap ka kam achha lag gaya par o larki ka kya kasur tha jisne Bihar goverment pe bharosa kiya aaj us ki berod karni se sab usko galat neyat ka bata ta hai us ghatna ki chalti us ka papa gou me rahne lagi ab us larki ka padhai rukne bala hai uska mali halat kharab ho gaya hai usko book tak nahi mel pata aap ne uska kuch madad nahi keya