Complaint Dalito ka shosan

  • Kumari Mayawati Contact Phone Number Office Address Complaint Email Id - dalito ka shosan
    Vikram kumar on 2017-09-23 00:04:29

    bhanji dalit aaj bhi bhut paresaniyon se joojh rha h aaj bhi uski koi nahi sunta use sataya ja raha h use mara ja rha h ek ap hi thi jo bhagwan bankar hum dalito ki raksha karti thi aur aj hum log dar dar ki thokren hum dalit kha rhen h bahan ji apse vinamr vinti h ki hum bhi desh ki sewa karna chahte h hum bhi baba br ambedkar ki tarah kary Karna chahte h mai bahut garib hun bahanji bas apka sahara aur apka ashirvad chahiye mai samjhunga ki mai bhi apki tarah nidar hokar desh ki sewa aur dalito ka samman karne ki puri apni jaan laga dunga