Complaint Vikash Kumar

  • Astrologer Pawan Sinha Contact Number - Vikash Kumar
    Vishal Kumar on 2019-09-26 17:27:44

    Baba g Mera naam vikash Kumar ,dof 23/12/1986 hai timing 1:05am . Janam sthan, barh Patna Bihar , baba g main bahut preshan rehta hu kaam rojgar jaldi milta nhi. Mil bhi jata hai to jayda din reh nhi paata. Privar ki v sthiti achi nhi hai. Preshaani bahut hai. Shaant man ni rehta , aage ka future kaisa rahega Kya kru jis se acha ho.chota Bhai hai usko bhi job ni mil paa Raha , mumy bimar rehti hai. Papa ka job bhi sahi ni rehta baba g upaay bataaa ke kripa kre . Pranam baba g.