Complaint Not come subsidy

  • Vardhman Gas Agency  - not come subsidy
    vijay dayma on 2017-02-27 19:25:47

    sir mai 7 months se gas agency or bank run kar raha hu sir maire papa ke adharcard link nahi sir mai bane jata hu to bank wale kahte hai ki apka adhar link hai par sir jab mai *99# call karta hu to activate nahi batata hai to bank wale kahte hai ki gas agency ke pass gaya ki apka adhar bank se link nahi ab mai sir bank or agency ke chakar katte katte mughe 7 month ho gaye hai sir please aap hi kuch kijye