Complaint Sen

  • Kalpataru Power Contact Address Phone Number Detail - Sen
    Uday Chand sen on 2019-11-11 09:08:46

    sar Mera payment 2 mahine ka nahin aaya hai main bahut pareshan ho raha hun kripya Mera payment dalvane ki kripa Karen Mera payment kis vajah se nahin a Raha hai sar Mera pancham mera naam Uday Chandra Sen hai Mera panchang hota hai main roj punching karta hun lekin punching wale ne Mera naam punching mein set nahin kiya dusre ka naam send kar diya punching main karta Hoon naam hota hai Sanjay Patel mera naam udaychand hai dedh mahine se pagaar nahin aaya