Chhatisgarh Board of Secondary Education Help Line, Website, Office Address

Contact Number Date: 12/06/2017
Chhatisgarh Board of Secondary Education Help Line, Website, Office Address

CGBSE is known as Chhatisgarh Board of Secondary Education.  CGBSE Conducts exams of class 10th and 12th in Chhatisgarh. The office of Chhatisgarh Board of Secondary Education is located in Raipur and its division office is in Bilaspur, Janjgir, Korba, Raigarh, Jagdalpur, Dantewada, Bijapur, Narayanpur. CG Board provides all the information regarding the Admit Card, Date Sheets and Results of 10th and 12th  Examination. We provide you all the information in this article about Chhatisgarh Board of Secondary Education Help Line, Website, Office Address.

Many students worry about date sheet, admin card, and result etc so if yo have any releted query about CGBSE then we share all information about Chhatisgarh Board of Secondary Education Help Line, Website, Office Address

CGBSE Officially Site www.cgbse.nic.in

CGBSE Help Line Phone Number 0771- 2221248/ 07752224371

CGBSE Officially Address
Department of Chhattisgarh Board Of Secondary Education, Raipur

CGBSE Whatsapp Numbers N/A

CGBSE Toll Free Numbers N/A

Reply / Feedback / Contact Complaint

    Service issue | Complaint | Query | Feedback | Suggestion | Reply

    12th ka repeat walo ka paper purane pattern se aaye ga kiya by Avinash chouhan:

    (4 of 5)

    Sir bato na 12th repeat walo ka paper purne pattern se aaye ga kiya sir jldi btao plz sir

    Maths book doubt by Mahendra Kumar Sahu:

    (4 of 5)

    Dear sir.. bahut sare school me maths class 12 ka navbodh, Prabodh , yugbodh chal Raha hai to kya aap Bata sakte hain ki board Kaun sa book follow karega questions paper kis book ke according hoga .... Please suggest me....

    Gardia by Bhojraj:

    (4 of 5)

    Mem/sir
    Date 12/11/2018 ko mai 10th ka marksheet ke avedan aplay kiya tha abhi tak nahi pahuncha hai.
    Pls kab tak ayega

    jankari by Mulchand yadav:

    (4 of 5)

    10th ka project entry kaise kare.
    jabki 3/1/2019 se entry karne ka hai.
    Abhi tak to nahi khula?

    H by Akash Kumar Shrivastav:

    (4 of 5)

    Sir Duplicate migration certificate ke liye kya karna padega

    Subject change in 12th by Narottam lal:

    (4 of 5)

    Sir agr koi 12th me biology liya h aur use 12th me biology ki jagah maths pdna h ,to Kya ye ho skta h .....sir please answer for this .....

    Complaint by Vinay kumar:

    (4 of 5)

    Sir,
    Mera naam vinay hai. Mai 12th private ka exame ke liye form dala hu. Lekin abhi mera roll no. Nhi aaya hai ..kripya meri roll no. Or exame k bare mujhe jankari de .
    Dhanyawad.

    by :

    (4 of 5)

    sir mera naam sambhav kumar mishra hai maine 2009 mai 10th aur 2011 mai 12 th pass kiya hai lekin 12th k markseet mai mera last name nhi hai use sudharna chahta hu kya yah mai online kar sakta hu
    sir please help

    result 2012 in 12thclass not show in website by ankush kedia:

    (4 of 5)

    pls result show ho jaaay 2012th ka 12th class ka kaam h uskA

    by Rupal Tripathi:

    (4 of 5)

    Can one apper for 12 board from cg board exam if failed in 11 from cbse?

    Migration by Durgam Mahesh:

    (4 of 5)

    Sir main 2013 me 10th pass Kiya hu sir cgbse se District dantewada city kirandul D.a.v public school Kirandul se sir. Sir mujhe migration ki jarurat hai sir. Kaise mujhe milega.

    Revaluation result by Vijay:

    (4 of 5)

    Sir ye class 12th revaluation ka result kab aayega...
    N koi information diya hai eske bare me atleast result ka date to release kar dete. Kya cgbse wale etna busy ho gye hai?

    Division improvement by Rahul kumar:

    (4 of 5)

    Sir Mai iss year pass ho gya hu lakin Mai division improvement kr rha hu toh mra Hindi or English ka book neya wla Chala ga ki purana wla

    मदद चाहिए by Rajkamal Sai:

    (4 of 5)

    सर मेरा 10वी का मार्कसीट गुम गया है। द्वितीय प्रति मार्कसीट प्राप्त करने के लिये क्या प्रोसेस है?

    Supply by Soyam yadav:

    (4 of 5)

    Suppli ka rechecking hota hai ki nahin sir please help me itna kam marks hai Mera main Soch nahi sakta Mai Mar Hi nahi saktasir mein pura koshish Kiya apni taraf se pura banaya Hoon but marksheet na kaam aaya hai ki main Bata nahi sakta

    Please help me

    Sir Mai 2019 me sreni sudhar kar RHA hu by Vikram Kumar:

    (4 of 5)

    To sir is sal to subject Hindi English change ho Gaya hai to Mai purana book se padhu ki plz reply sir

    D El Ed Challanged Results 1Year New Sullabus by KRISHN KUMAR:

    (4 of 5)

    Sir d.El.Ed.ka first year challenged wala results kab tak parkashit hoga sir please replay me

    MARKSHEET CORRECTION RELATED by ASHISH JOSEPH:

    (4 of 5)

    recipe no. 8502, Mai Ashish joseph s/o lt. shailendra joseph, date 11-10-2019 ko apna 10th ka marksheet roll no. 1121610854 aur 12th ka marksheet roll no. 2151706692 me name correction ke liye submit kiya tha....fir ek month bad bulaya gaya ... one month bad jane par sleep manga gaya aur 8502 number diya gaya aur 2 hafte bad aake pata karne ke liye kaha gaya... uske bad har bar jane ke bad 2 hafte bad bulate hai aur waha jane par hi file ko aage badhate hai warna file atka ke rakh dete hai aur har bar kam bahut hai krke bahana kiya jata hai..... jiske chalte aaj tak mera marksheet correction nahi ho paya hai...... abhi lockdown ke chalte mera kam nahi ho pa raha hai lekin jab lockdown nahi hua tha tab bhi mera kam nahi ho raha hai kripyya mera marksheet correction ki process ko aage badhane ki kripa kare...... dhanyawad

    Information Regarding Higher Secondary by Chandni Verma:

    (4 of 5)

    Kindly provide information regarding the below mentioned point.
    1) Is commerce considered as a subject under arts ? or is commerce considered as a part of Arts in Higher Secondary Education ?

    Name chandni verma
    Place. Raigarh
    Phone 8305574943
    Date 13 may 2020

    Result fault by ankit Kumar bhagat:

    (4 of 5)

    I was present on the day of the examination but in my result I am absent in one subject why ??

    Service issue | Complaint | Query | Feedback | Suggestion | Reply